Top Shayari on Imam Hussain in Urdu | Hussaini Poetry

Shayari on Imam Hussain, Aaj ka humara muzoo hai “Imam Hussain” par Urdu mein Shayari, Jo Muharram ke dinon mein padhi aur bahut baantii jati hai. Karbala mein apne parivar aur apne aap ke liye shahadat paakar, Imam Hussain ne sabit kiya ki sahi raste par chalne wala Aakhirat mein bhi inaam paata hai aur iss duniya mein zindagi se jeeta hai.

Imam Hussain ne logon ko sabr aur tahammul ka paath sikhaya, Takleef ka saamna himmat se kiya, Jise itihaas ne sone se likha hai. Yahaan par pesh hai Imam Hussain ki himmat aur mazbooti pe, Kuch behtareen Shayari, status aur paigham.

Shayari on Imam Hussain

حُسین ؑ تیرے لهو کی خُوشبو فلک کے دامن سے آرهی ہے

HUSSAIN (R.A) teray lahu ki booh Falak kay daman se aa rahi hai

واجب ہے میرا قتل بھی فرقے کی رو سے اب مجھ میں غم حسین ہے شیعہ ہوئے بغیر

Wajib hai mera qatal bhi firqay ki ruh se ab Hai shia huway bagair mujh mein gham e HUSSAIN (R.A)

جبرائیلؑ کربلا سے یہ کہتےہوئے گئے مقروض حشر تک ہے کائنات حسینؐ کی

Jibrail (A.S) Kabala Se Kehty Hoy Gay Maqrooz Hashar Tak Hai Kainat Hussain (A.S) Ki

بہت قریب سے دیکھا ہے میں نے صبر خلیل مگر حسین تیرے صبر کا کوئی جواب نہیں

Bohat qareeb se dekha hai mene sabar e khaleel Magar HUSSAIN (R.A) tereay sabar ka koi jawab nahi

علی کے بیٹے کی آمد پر اور کیا لکھوں خدا کے دین تمہیں زندگی مبارک ہو

Ali (A.S) ke baty ki aamad par aur kia likhon Khuda ke deen tumhain zindagi mubarak ho

Lines About Hazrat Imam Hussain

عجب مذاق ہے اسلام کی تقدیر کے ساتھ کٹا حسین کا سر نعرہ تکبیر کے ساتھ

Ajab mazak hai Islam ki taqdeer ke sath Kata Hussain (A.S) ka sar nara-e-taqdeer ke sath

Read Also: Hazrat Ali Quotes

کربل کے انتظار کی شدت نہ پوچھیے اُڑ اُڑ کے خاک تکتی تھی رستہ حسین کا

Karbal kay intezaar ki shidat naa puchiye Urra kay khaak takti thi rasta HUSSAIN (R.A) ka

دن روئے گا رات روئی گی ہر مومن کی زات روئے گی جب بھی محرم کا نظر آیا کرے گا چاند غم حسین میں ساری کائنات روئے گی

Din roye ga raat roye gi har momin ki zaat roye gi Jab bhi muharam ka nazar aya karay ga chand
Gham e HUSSAIN (R.A) mein saari kainat roye ga

حسین نوعِ بشر کی ہے آبرو تجھ سے حدیثِ حرمتِ انساں ہے سرخرو تجھ س

HUSSAIN (R.A) noh e bashar ki hai abru tujh se hadith e hurmat e insaan hai surkh ruh tujh se

عالم خرید لے گا جو ایسا غریب ہے میرا حسین کرب و بلا سے قریب ہے

Aalam khareed le ga jo aisa gareeb hai Mera HUSSAIN (R.A) karbo balah se qareeb hai

زندگی بے چین ہے مولا تھوڑا سا چین دے اور کچھ نہ دے بس زیارت حسین دے

Zindagi be chain hai MOULA thora sa chain de Aur kuch na de ba Zayarat e HUSSAIN (R.A) de

دونوں جہاں کا والی نانا حسین کا صدیاں حسین کی ہیں زمانہ حسین کا

Dono jahano ka waali Nana HUSSAIN (R.A) ka Sadiyaan HUSSAIN (R.A) ki hain zamana HUSSAIN (R.A) ka

شاہ است حسین بادشاہ است حسین دیں است حسین دین پناہ است حسین
سر داد نہ داددست در دست یزید حقا کہ بنا لا اِلاہ است حسین

Shah ast HUSSAIN (R.A) badshah ast HUSSAIN (R.A) Deen ast HUSSAIN (R.A) Deen e panah ast HUSSAIN (R.A)
Sar daad naa daddast dar dast yazeed Haqa kay bina La Ilaha Ast HUSSAIN (R.A)

حضور شافعِ محشر، علی ؓکہیں کہ یہ شخص گناہ گار بُہت ہے مگر حسینؓ کا ہے

Hazoor Shafi e Mehshar, ALI (R.A) kahain kay ye shaks Gunnah gaar bohat hai magar HUSSAIN (R.A) ka

حضور شافعِ محشر، علی ؓکہیں کہ یہ شخص گناہ گار بُہت ہے مگر حسینؓ کا ہے

Hazoor Shafi e Mehshar, ALI (R.A) kahain kay ye shaks Gunnah gaar bohat hai magar HUSSAIN (R.A) ka

واپس مدینے لوٹ کے آئے نہ پھر حسین یا رب کسی غریب کا ایسا سفر نہ ہو

Wapis Madine laut kar ayien naa phir HUSSAIN (R.A) Ya Rab kisi gareeb ka aisa safar naa ho

حد ہی نہی حسین تیرے انتقام کی لفظِ یزید گالی سے بدتر بنا دیا

Had he nahi HUSSAIN (R.A) Aapky inteqaam ki Lafaz e yazeed gaali se badtar bana diya

قتل حسین اصل میں مرگ یزید ہے اسلام زندہ ہوتا ہے ہر کربلا كے بعد

Qatal e Hussain Asal main marg e Yazeed hai Islam zinda hota hai har Karbala ke baad

حیا کی تحتی پہ اپنی پلکوں سے پھر میں لفظِ حسین لکھوں

Hya ki takhti pe apni palkon se Phir mein Lafz-e-Hussain likhon

مٹی میں مل گئے ارادے یزید کے لہرا رہا ہے آج بھی پرچم حسین کا

Matti mein mil gaye iraday yazeed kay Lehra raha aj bhi parcham HUSSAIN (R.A) ka

Hussaini Shayari Imam hussain

بلا کے گم اٹھائے جا رہے ہیں جفا کے تیر کھائے جا رہے ہیں

Bala kë gham uthaayë jaa rahë hain Jafa kë tëër khaayë jaa rahë hain.

کیا صرف مسلمان کے پیارے ہیں حسینؑ چرخِ نوعِ بشر کے تارے ہیں حسینؑ

Kya Sirf Musalman Ke Pyare Hai Husain (A.S) Charkh-E-Noh-E-Bashar ke Tare Hai Husain (A.S)

انسان کو بیدار تو ہو لینے دو ہر قوم پکارے گی ہمارے ہیں حسینؑ

Insaan Ko Bedaar To Ho lene do Har Qaum Pukaregi Hamare Hai Husain (A.S)

غرور ٹوٹ گیا ، کوئی مرتبہ نہ ملا ستم کے بعد بھی کچھ حاصل جفا نہ ملا

Ghuroor toot gaya koi martaba na mila jafa k baad unhe hasil-e-jafa na mila

سر حسین ملا ہے یزید کو لیکن شکست یہ ہے کہ پھر بھی جھکا ہوا نہ ملا

Sar-E-hussain mila hai yazeed ko laikin Shikast ye hai ke phir bhi jhuka howa na mila۔

افضل ہے کل جہاں سے گھرانہ حسین کا نبیوں کا تاجدار ہے نانا حسین کا

Affzal hai koul Jahan sey gharana hussain Ka, Nabiyeon ka tajdaar hai nana hussain Ka,

اِک پل کی تھی بس حکومت یزید کی صدیاں حسین کی ہیں زمانہ حسین کا

Aik pal kei thei bass hakoumat yazid Kei, Sadiyaan hussain kei Hain zamana hussain Ka.

عجب مذاق ہے اسلام کی تقدیر کے ساتھ کٹا حسین ؑ کا سر نعرہ تکبیر کے ساتھ

Ajab Mazaq Hai Islam Ki Taqdeer K Sath, Kaata Hussain (A.S) Ka Sar Nara-e-Takbeer K Sath.

قتلِ حسین اصل میں مرگِ یزید ہے اسلام زندہ ہوتا ہے ہر کربلا کے بعد

Qatil-e-Hussain (A.S) asal mein marg-e-yazeed ha Islam zinda hota hai her karbala ke bad.

دل میں ہے مجھ بے عمل کے داغِ عشقِ اہلِ بیتؑ ڈھونڈتا پھرتا ہے ظلِ دامنِ حیدر مجھے

Dil mein ha mujh be amal ke dagh-e-ishaq-e- Ahle Bait Dondhta phirta ha zile daman-e-Haider mujhe.

فراتِ وقتِ رواں ! دیکھ سوئے مقتل دیکھ جو سر بلند ہے اب بھی وہ سر حسینؑ کا ہے

Ferat-e-waqat rawan dekh soo-e-maqtal dekh Jo sar buland ha ab bhi woh sar Hussain (A.S) ka ha.

جہاں پہنچے شہیدانِ وفا کے خوں کی بو آئی قدم جس جس جگہ رکھے زمینِ کربلا پائی

Jahan punche shaheedan-e-wafa ke khun ke boo aai Qadam jis jis jagha rakhe zameen kerbala pai.

تو نے صداقتوں کا نہ سودا کیا حسینؑ باطل کے دل میں رہ گئی حسرت خرید کی

Tu ne sadaqton ka na saoda kia Hussain (A.S) Batil ke dil mein reh gai hasrat khreed ke.

Leave a Comment